harleen8835 12 years ago Mohabbat har Insan ko azmati
hai,
Kisi se ruth jati hai kisi pe
muskurati hai,
Mohabat khel hi aisa hai,
Kisi ka kuch nahi jata aur kisi ki jaan hi chali jati hai..
harleen8835 12 years ago Log kehte hain ki achche log
mar k sitare ban jaate hain,
magar hum kehte hain k
achche sitare gir k aap jaise
dost ban jaate hain.
harleen8835 12 years ago Pyar kiya to unki mohabbat
nazar aayi.
Dard hua to palke unki bhar
aayi.
Do dilon ki dharkan me ek
baat nazaraayi. Dil to unka dharka par awaz
is dil se aayi…
harleen8835 12 years ago Haste dilo me gham bhi hai,
muskurati aankhe kabhi nam
bhi hai,
dua karte hai aapki hansi
kabhi na ruke,
kyunki apki muskurahat ke deewane hum bhi hai…
harleen8835 12 years ago Aap Khud Nahi Jante
Aap Kitne Pyare Ho,
Jaan Ho Hamare Par Jaan Se Pyare Ho, Duriyo Ke
Hone Se Koi Farq Nahi Parta,
Aap Kal Bhi Hamare The Or Aaj
Bhi Hamari Ho…:)